Yug chal rha hain Digital Marketing ka aur website aur blogging ka trend main hain , har koi apna personal blog bana raha hain , koi website bana raha hain , in taam jhaam main seo , backlinks aur kai saari cheeze mayne rakhti hain , most importantly usime se ek hain Domain Authority
Domain Authority Kya Hota Hain?
Contents
- 1 Domain Authority Kya Hota Hain?
- 1.1 Domain Authority badhane ke liye most important points
- 1.1.1 WEBSITE INTERLINKING
- 1.1.2 DOMAIN CHECKING
- 1.1.3 DOMAIN AGE
- 1.1.4 WEBSITE BACKLINKS
- 1.1.5 ON PAGE SEARCH – ENGINE-OPTIMIZATION
- 1.1.6 SOCIAL MEDIA SHARING
- 1.1.7 QUALITY CONTENT
- 1.1.8 QUALITY WEBSITES SE BACKLINKS LENA
- 1.1.9 REMOVAL OF BAD BACKLINKS
- 1.1.10 WEBSITE KE ERROR KO THIK KARNA
- 1.1.11 WEBSITE KA RESPONSIVE MOBILE FRIENDLY HONA
- 1.1.12 NICHE/CATEGORY WEBISTE
- 1.1.13 WEBSITE KI LOADING SPEED
- 1.1.14 INCREASE WEBSITE PAGE AUTHORITY
- 1.1 Domain Authority badhane ke liye most important points
- 2 CONCLUSION
DA MOZ Website ka Term Hain, jo website ko
Domain Authority badhane ke liye most important points
Aapki Website Ki Internal Links
Domain Checking
Domain Age
Website Backlinks
On Page Content Seo
Social Media Shares
Quality Content
Website ka Unch
Connection
Bad Backlinks Hatana
Remove website errors
Making responsive Mobile Friendly web
Web Ka Content
Loading Speed
Page Authority high Hona Chahiye
WEBSITE INTERLINKING
Iska matlab hain aapki webste ki alag alag url hain , uska website pe alag posts and pages par link hona hain most importantly
Example : aapke article main 10 post hain aur woh sab is prakaar se link ki jaaye ki woh “Bewajah” na lage aur uska inter link karne ka sense bane OR niche diy gaye Column [step 4 :Wesbite Back Link ]ka reference le sakte hain
Aap blog pe kuch likh rhe hain aur aapko blog related koi point ko detail main samjhana nahi hain kyuki aalready aap uske baarein main likh chuke ho to just us point ko apni purani post se interlink kard
DOMAIN CHECKING
Domain buy krte waqt check
ya
Ultratool ka use karke aap check kr sakenge domain ki rating kaise hain
DOMAIN AGE
Domain age ka matlab hota hain us particular Domain par website kitna time run ki hain , maan kijiye aapne domain kharida tha 2012 main aur woh domain aap abhi bhi aapke paas hain most importantl us par aapki website hosted hain to uski domain age kaafi acchi maani jayegi
Besides Seo Tools se Domain Age Check kare
WEBSITE BACKLINKS
Website back links ka
Is topic par detail main meri last post main
ON PAGE SEARCH – ENGINE-OPTIMIZATION
Besides On page seo ka matlab hota hain aapke post ke headings , metatags , meta description , alternate text in images , keyword bold etc , iske baarein main bhi maine ek article likha hain , isey padhe sare doubts clear ho jayenge Yaha Padhe : Best Seo Tips
Is main aapko onpage aur offsite seo kya hota hain , kaise krte hain abhot detail main maine samjhaya hain.
SOCIAL MEDIA SHARING
Facebook , Twitter , Instagram , Tumble , Pinterest , Reddit, quora yeh sab ek prakaar ke social medias hain jaha jaake aap apni website ke content ko share kr skte hain aur aapki Domain Authority isse bahot zyada increase hogi guarante hain
Apko karna yeh best content likhna hain aur daba ke share krna hain articles ko aur kucch hi mahino main aapko result dekhne ko milega
koi bhi ek social media platform choose kr lijiye aur waha audience grow kijiye aur aapko us audience ko apni regular audience main covert karna hain jo regualr aapke new content ko visit kare jisse aapki again Domain Authority badhegi
QUALITY CONTENT
Jab aapke paas paisa khub hain to aap jaha se bhi kharidi karoge quality products hi loge na, jab aapke paas 100 iphone kharinde ke paise hain to aap Redmi Note ke phone nahi loge.
Apparently kehene ka matlab yeh hain google ke Pas bahot accha content hain to woh copy paste , ya phir bekaar content ko tawajo kyu dega , to apne content ko aisa likhiye ke padhnewale ko knowledge ke ssath aapke website blog pe dobara aane ka man kare
Google ke naye algorithm ke hisaab se aap usko cheat nahi kr sakte aapko best content hi dena hoga jisse aapki website value to badhegi hi saath main apki Domain authority bhi badhegi
Website pe content put up karne main time lijiye lekin jo bhi dale ek dum original hona chahiye
QUALITY WEBSITES SE BACKLINKS LENA
Jab aap kisi already high ranked websites se link lene main safal ho jaate ho to aapki Domain authority bahot zyada increase ho jaati hain
As per me
aapko aisi acchi acchi websites pe jaake ke link jaroor banani hain , lekin woh tabhi possible hoga agar aap best content put up karoge ya guest post karoge
REMOVAL OF BAD BACKLINKS
Also kyi baar aisa hota hain porn sites , spamming websites aapki websites ki link ko unke articles main daal dete hain as a result usse aapki website google ki nazar main kharab ho jaati hain
Apke competitors aapki website ka negative seo bhi kar skte hain aapki bad backlinks badha ke , iske liye aapko google search console main jake saari bad backlinks ko DISVOW karna padta hain , aap disvow pe click kre aur direct login bhi kr skte hain
Besides
ALSO READ LATEST POSTS FROM AUTHOR
- Amazon अपने भविष्य को अतीत से आगे बढ़ाएगा
- Xiaomi 2019 में भारत में कम फोन लॉन्च करेगा: मनु कुमार जैन
- Xiaomi ke Redmi Note 7 Phone Review Price Features 2019 In Hindi
- एक्सपायर डोमेन खरीदने से पहले आपको जिन बातों की जानकारी होनी चाहिए
- Internet Ke Upyog Aur Durupyog
WEBSITE KE ERROR KO THIK KARNA
Most importantly yeh bahot dhyan dene wala point hain kyuki agar aapki website main error aa rhe jaise
- 500 (internal server error)
- 404 (not found) …
- 403 (forbidden) …
- 400 (bad request) …
- 401 (unauthorized)
Further yeh sab error remove
WEBSITE KA RESPONSIVE MOBILE FRIENDLY HONA
Likewise
agar koi
Aap ki website Application
NICHE/CATEGORY WEBISTE
Most Importantly Website banane se pehle aap subject choose krle ,aapka niche jaise ki technology, cooking , travelling , health and fitness , share market , bollywood , hollywood , etc jiske barein main aap further articles likhne wale ho
WEBSITE KI LOADING SPEED
For instance jab aap kisi dukaan main kucch kharidne jaate ho aur dukaan ka khulne ka time ho 10 baje aur khulti hain 11 baje to kya aap kabhi aise dukaan pe jaoge ya wait karoge , nahi naa
Besides
Ab jio ka jamana hain to logo ka patience aur khatam ho gaya hain ki woh kisi bhi website pe 5 second bhi wait kre khulne tak , aagey aap samajhdaar ho
Besides Website ki Loading Speed yaha check Kare : Click Here
INCREASE WEBSITE PAGE AUTHORITY
Jaise hum apni website ki quality check krte hain in the same way hamine apni page authority badhani hogi , ab woh kaise badhegi
Most Importantly Google baba ko kya
Besides Content aasani se padha aur samjha jaa sake aisa hona chahiyeContent aisa dalie jo aapke niche se relevant ho aur bahot sare logo ki problem solve krta ho
Aisi image insert kijiye jo log share kar sake khushi se
Next Apni posts aur articles main acchi acchi images use kare dhyan rkhe copy paste nahi krna hain images ,
besides only use those images labelled for reused with modification
moreover Images
Example : Source Image from aur website ki link bhi de sake to accha hoga
CONCLUSION
Finally Website ko rank
Again
READ LATEST POSTS FROM AUTHOR
Miraj Khan
16 Dec 2018very good information di aapne, keep sharing
admin
16 Dec 2018dhanyawad