Site icon Tech Tips Manish

Blogger main Right Click ko Disable Kaise kare?

Blogger main Right Click ko kaise Disable kare

Blogger main Right Click ko kaise Disable kare

Blogger main Right Click ko kaise Disable karne ke anek fayde hain Aapka dost Manish aapko aaj sikhayega kaise aap apne blogger posts ko copy paste hone se bacha sakte hain , aap ko bata du aapka content ya posts agar koi bhi copy paste krta hain to aapke website ki ranking bhi down hoti hain aur aapke domain ki value bhi down hoti hain .

Aap sabhi ne kabhi na kabhi socha hi hoga kaise main apni posts ko copy paste hone se bacha skta hoon , to chaliye zyada baatein na krke sidhe point pe aa jaate hain .To chaliye sikhte hain blogger main right click ko kaise disable kare

How to Disable Right Click in Blogger?

Step 1 : Apne Blogger main Login kare

Step 2 : Ab aapko Layout ke option ko kholna hoga

Step 3 : Layout par Click krne par kucch is tarah se page khulega

Step 4: +ADD GADGET => HTML Javacript Plus Button Click:

Step 5: Html/Javascript Code Ko Paste krde:

Step 6 :Ab aapko Html Code paste krna hoga

Post ke aakhir main aapko ek HTML CODE diya gaya hain bas usko paste krde box ke ander aur save krdena hoga jaise upar photo mai diya hai and work is done.

Niche diye gaye Table main se aap Code download krle aur paste krke save krde 

<script language=javascript>
<!–
//Disable right click script – By www.Techtipsmanish.com
//
var message=”Function Disabled”;
////////////////
function clickIE() {if (document.all) {(message);return false;}}
function clickNS(e) {if
(document.layers||(document.getElementById&&!document.all)) {
if (e.which==2||e.which==3) {(message);return false;}}}
if (document.layers)
{document.captureEvents(Event.MOUSEDOWN);document.onmousedown=clickNS;}
else{document.onmouseup=clickNS;document.oncontextmenu=clickIE;}
document.oncontextmenu=new Function(“return false”)
// –>
</script>
 

Dear friends asha karta hu apne successfully yeh code use krke blogger main right click disable krdiya hoga. Agar apko di gayi jankari acchi lagi ho to is blog ko apne dosto aur social media platforms par jarur share kijiyega.

Exit mobile version