Site icon Tech Tips Manish

Jio Tv Ko Laptop Computer Pc Par kaise Dekhe?

Dosto kaise ho aap log, aaj main aapko bataunga Jio Tv ko laptop par kaise dekhe, jio tv ko pc , computer par kaise dekhe. Jio tv ke upbhokta jarur isey badi screen par dekhna chahte honge. To chaliye dekhte hain kaise aap Jio Tv ko aap ke favorite laptop par dekhe

Step #1 Google se Blue stack Download kare:

Sabse pehle aapko google main jaana hain aur bluestack download karna hain Click here=> ” BLUESTACK” google ke liye download karna hain. jaise ki maine aapko niche picture main dikhaya hain.

Jio Tv Ko Laptop Computer Pc Par kaise Dekhe?

Step #2 Download karne ke baad Install kare

Furthermore, aapko bluestacks ko download karna hain jo lagbhag 400-500 mb ka hain aur install karna hain. Reference ke liye niche diye gaye photo ko dekhe


Step #3 Install karne ke baad Google Account ka Use kare

Jaise hi aap install kar lete hain aapko google account ka use karke bluestacks main login karna hain, jaise niche photograph main diya gaya hain

ALSO READ : Amazon Fire Tv Stick par Jio Tv Kaise Install Kare

Step #4 Google playstore par click kare

Jaise hi aap login karlenge aapko aisa page khulke dikhega , jisme aapko playstore ke option pe click karna hain, jaise niche photo diya gaya hain


Step #5 Click on google playstore and login

Google playstore main login karne ke baad ,aapko jio tv app search karna hain air login karna hain apne jio ke phone number se aur otp se login karna hoga


To dosto yeh tha turotial, jisse aap jio to ko laptop, computer, Pc par aasani se dekh sakte hain.

Exit mobile version