Main Aapka Dost Manish aaj aapko ko detail main sikhaunga , aap Blogger Website main Custom Robots header Tags setting kaise kare aur apni post ka indexing aur crawling fast kaise kre
Custom Robots Header Tags Settings in Blogger [Hindi]
Step 1 : Blogger Main Login kare
Sabse Pehle aapko apne blogger main login Karna Hoga apna mail id aur password daal ke Blogger ki Link : www.Blogger.com
Step 2 : Settings ka option khole
Ab aapko blogger me login krne ke baad kuch is tarah se settings option dikhayi dega left hand side main is tarah se Bloggers => Settings
Step 3 : Search Preference ka Option khole

Ab aapko search preference ka option pe click karna hoga jo settings option ke ander aayega
Settings => Search Preferences
Step 4 : Search Preference ko Browse kare

Besides Ab jab aap search preference main click karenge tab aapko 3 option kucch is prakaar dikhai denge
Most Important Search preference :
1) Google Search Console
2) Custom Robots.txt
3) Custom Robots Header Tags
Step 5 : Custom Robots Header Tags main yes option select kare

Ab aapko option 3 pr click krna hain , jab aap click karenge tab aapko kucch is tarah se page khul ke dikhaye dega ,jisme woh aapse edit krne ko poochega , aapko yes krke enable krna hain
Ab aap ko ko upar page dikh rha hain uske settings main Niche detail main bata rha hu photo ke saath
Also Read: Digital Marketing Kya Hai?
Enable Custom Robots tags :
1) Home page
2) Achieve and Search Pages
3) Default for Post and Pages
Option 1 Homepage main aapko
1st Row ( Pehli line ) main ” ALL” select krna hain
2nd Row ( Dusri line ) main ” noodp” select krna hain
3rd Row ( Teesri line ) main kuch bhi select nahi krna hain
Option 2 : Archive and Search Pages main aapko
1st Row ( Pehli line ) main ” noindex” select krna hain
2nd Row ( Dusri line ) main ” noodp” select krna hain
3rd Row ( Teesri line ) main kucch bhi select nahi krna hain
Option 3 : Default for post and Pages
1st Row ( Pehli line ) main “All” select krna hain
2nd Row ( Dusri line ) main ” noodp” select krna hain
3rd Row (Teesri line ) main kuch bhi select nhi krna hain To dosto besides yeh aapka custom robot header tags ka settings complete ho gaya hain , bas aapko is settings ko save kr dena hain kucch is prakaar
Most Importantly aapko jo settings bataye hain use karle aur aapka custom robots header tags settings ready ho gaya.