Dosto kaise ho aap log , main Manish aapka techy dost aaj aapko bataunga Team Viewer kya hain aur yeh kya kaam main aata hain.
What Is Team Viewer? How It Works: Explained In Hindi
Aaj ke time main ek jagha se beth kar dusri jagah pe computer se kaam karna ho ya kuch details share karni ho to isko kaam main aata hain .To dosto jaise mere paas computer hain aur mai delhi main rehta hoon , aur tum USA main rehte ho maan lo , ab mujhe kuch sikhana hain tumhe computer par ,ya to main live share karunga ya meri computer ki screen aapki computer screen pe share karunga .Team Viewer kya Hai with Use explained in Hindi
Team Viewer ek aisa software hain jisse main apni computer screen ya mobile screen aapke mobile device ya computer pr flash kr sakta hoon
Team Viewer ka istemaal krne ke liye software dono parties ke pc ya mobile par install hona chahiye tabhi aap iska use kar paoge
Yeh Bhi Padhe : Back links in 2019
Isko chalane ke liye dono hi parties ke paas Internet connectivity honi chahiye , ye offline nahi chalega ( Internet is compulsory)
Team Viewer ka function in detail with example
For Android Use Playstore Application
Jab aap uprokt di gayi link se teamviewer install krenge , is tarah ka page khul ke ayega